Machhar Ki Shadi

| Tuesday, January 1, 2008

MACHHAR KI SHAADI
Macchar ki shadi makkhi say huwi,
Suhag raat ke din macchar bahar aur
makhi ander..........
To doosre macchar ne pucha keya huwa, too bahar
keyon hai ,,,,,,,,,
To macchar ne kahaa kay teri bhabi ALL-OUT laga kar so
rahe hai

Related Post